Tumhe Jo besabab Mujhse khafa hone ki aadat hai,
Ye aagaz-e-judai hai ya Andaz-e-muhabbat hai,
Wafa ke rung mai dekho jafa achi nahi hoti,
Kisi se dosti mai itni ana* achi nahi hoti,
Faqat kehne ki baatain hain nibhata koun hai kisko,
Chalo ab dekh lete hain manata koun hai kisko.......
=>MERI YAADEIN by AK…<=